31 Dec 2011

Naya Saal aaye

Naya Saal aaye banke Ujala
Khul jaye Aap ki Kissmat ka Tala
Hamesha Aap per rahe Meherban Upar wala
Yahi Dua karta hai apka yeh chahne wala…






26 Dec 2011

Kehte hai dil ki baat

Kehte hai dil ki baat har kisi ko kahi nahi jati.
Apno ko bhi batayi nahi jati.
Par DOST to ayina hote hai
Aur ayine se koi baat chuppai nahi jati…




24 Dec 2011

Tumhari Umar Sabse Lambi Ho

Tumhari Umar Sabse Lambi Ho
Khuda Ko Kabhi Tumhari Jaroorat Ho
Ho Bhi To Mere Baad Ho
Mere Dost Humesha Tum Muskarate Raho
Zindagee Ke Har Saal Yunhi Jete Raho…





Har lamha apke hothon

Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.
Happy Birthday






Ugta hua Suraj

Ugta hua Suraj dua de aapko,
khilta hua phool Khushbu de aapko,
Mai to kuch de nahi sakta,
Dene wala Lambi umar de aapko…
*Happy Birth Day*




Subhah ki pyari ronak

Subhah ki pyari ronak to dekho
In aakhon mein basi aapki tasvir to dekho
Humne aapko pyara sa good morning kiya hai
Ek baar uth ker mobile to dekho
Good Morning…






Har subhah ki dhoop

Har subhah ki dhoop kuch yaad dilati hai
Har phool ki khushboo ek jadu jagati hai
Mano na mano per such hai mere yaar
Subhah hote hi aapki yaad aa jati hai
Sweet Morning




Pyari Si Sweet Nindiya Ke Baad

Pyari Si Sweet Nindiya Ke Baad,
Raat Ke kuch Sapno Ke Baad,
Subhah Ki Kuch Ummidon Ke Sath,
Aapko Pyaar Bhara…….
GOOD MORNING Hamari Duaon Ke Sath…




Subhah jaldi uth ker

Subhah jaldi uth ker
Naha ker saaf kapde pehan kar
Bhagwan ke samne baith kar
Aankhen band kar ke sache mun se puchna
Bhagwan jab tu akal baat rha tha us waqt mein kha tha
Gud Mng Ji..





Aap jo so gaye

Aap jo so gaye to khwab hamara aayega
Ek pyari si muskaan aapke chehre per layega
Khidki darwaje dil ke khol ker sona
Warna aap hi batao hamara khwab kha se aayega…
Good Night Dear